WAQT

 Agar tera naam waqt hota to kya hota, 

Main waqt besabab barbaad nahi karta

Gham ko khud me aabad nahi karta

Tere ilawa kisiko Yaad nahi karta

Agar tera naam waqt hota to main 

kisiko apna waqt nahi deta 

Agar tera naam waqt hota.... 


Comments